Showing posts with label Allama Iqbal Poetry SMS. Show all posts
Showing posts with label Allama Iqbal Poetry SMS. Show all posts

Zaahid sharaab peene day masjid main beth kar

Allama Iqbat Urdu sms message

Zaaahid Sharab peenay de masjid mein beth ker..
Yaa wo jaghaa bata jahaan Khuda nahi.
(Mirza Ghalib)
Masjid khuda ka ghar he, peenay ki jagha nahi,
Kaafir kay dil mein ja, Wahan khudaa nahi..
(Allama Iqbal)
Kaafir kay dil se Aaya hun mein yeh dekh ker,
Khudaa mojood hai wahan, Par usay pata nahin..
(Ahmad Faraz)

Maan ka khawab poetry on Allama Iqbal

Allama Iqbal Poetry Maan ka khawab

Main Soi Jo ik Shub To Dekha Ye Khaawab,
Barha Aur Jis Say Mera Iztaraab,

Ye Dekha K Main Ja Rahi Hun Kahin,
Andheraa He Aur Rah Milti Nahin,

Allama iqbal poetry in urdu shikwa

Allama iqbal poetry in urdu shikwa

Tere ishq ki intihaa chahtaa hun,,,
Meri saadgi daikh kia chahtaa hun,,,
Sitam ho ke ho wadaa-e-Be hijaabi,,,
Koi baat sabr azmaa chahtaa hun,,,
Ye jannatt mubaarak rahay zahidoon ko

Allama iqbal poetry in urdu for muslims

Allama iqbal poetry in urdu for muslims

Muhabat ka janoon baki nahi hai,,
Muslmano main khoon bai nahi hai,,
Safen kajj, dil preshaan, sajda be zok,,
key Jazba-e-Androon baki nahi hai,,
Ragon main lahoo baki nahi hai,,
Wo dil, wo awaaz baki nahi hai,,
Namaaz-o-roza-o-qurbaani-o-haj,.
Ye sub baki hai tu baki nahi hai,,

© urdumix | Blogger Template by Enny Law