Jokes on santa banta

Jokes on santa banta

Santa ki shaadi ke teen mahine baad hi beta ho giya.
Santa: Ye 3 mahine mein bacha kese ho giya?
Biwi: Aaap ki shaadi ko kitna time hua hy?
Santa: 3 maheene.
Biwi: Aur meri shaadi ko?
Santa: teen maheene.
Biwi: Aur bachcha kitne time baaad hua?
Santa: teen maheene baad.
Biwi: Total kitne maheene ho gaye?
Santa: Ohh teri vakai, 9 mahine ho gaye!
time ka pata hi nahi laga? :D

- - - ->

A man to Santa: Aaao ji chess khelein
Santa: Tu chal main sports shoes pehen ker Aaaya.

- - - ->

Interviewer : suppose, in a closed roooom,
how can you get away if it caught fire?
Santa : very Simple, Stop imagining.
- - - ->
Teacher: Pappu, TAMSO MA JYOTIR GAMYA" shloka ka kiya arth hai?
Pappu: Tum so jaayo maan, mein Jyoti ke pass ja raha hun.

- - - ->

Santa Yaar Yeh Bata Is Duniya Mein Kitne Desh Hain
Banta Are Paagal Is Duniya Mein aik Hi To Desh Hain
Jis ka Naam India Hai
Baki To Sub Videsh Hain. :-)

© urdumix | Blogger Template by Enny Law