Love sms in hindi 140 words

Love sms in hindi 140 words

Nasha hum karte hain ilzaam sharab ko diya jaata hy
Per is mein kusoor sharab ka nahi
Un ka hai jin ka chehra Hamain her jaam main
Nazar Aaata hai..

- - - ->

Kabhi Aaana hamaare sath,
aik sapno ki duniya,Aap ko batayen ge,
rehna chaho ge Aaap bhi jahan,
aisi wo duniya hum dikhayen ge…

- - - ->

kese jiya jaye tum bin
yeh khiyaal to kiya hota
jo dard saha hum ne
wo dard tum ne bhi kabhi saha hota
bus chal diya daaman chora ke begaano ki tarah
kum se kum hans ke ik dafa alvida to kaha hota

- - - ->

Main Khawaabon Main Tum Say Mila Karta Hun
Hansta Hoon Rota Hun Shikwa Gila Karta Hun
Per Keh Na Pata Hun Haqeeqat Tum Say
Ae Sanam Mein Tum Se Bahot Pyaar Karta Hun…
© urdumix | Blogger Template by Enny Law