Sirf Zindaa Rehne ko zindagi nahi kehte..
Koch gham-e-mohabbaat ho, kuch gham-e- jahaaan kaa ho..
- - - ->
Pyaam Aye Hein us Yaar-e-Be wafaa K Muje
Jissay Qaraaar Naa Aaya Kahin Bhula K Mujhe
Judaayiaan Hon To Aisee K Umar Bher Na Milein
Faraib Do To Zara Silsilay Barha K Muje
Nashay Se Kam To Nahi Yaad e Yaaar Ka Aalam
K Le Urrra He Koi Dosh Per Hawaa Ke Mujhe
Mein Khud Ko Bhoool Chooka Tha Magar Jahan Waalay
Udaaas Chorh Gaye Aainaa Dikhaa Ke Muje
Tumhaaare Baam Se Ab Kum Nahi Rifat e Daaar
Jo Dekhna Ho To Dekho Nazr Uthaa Ke Muje
Khinchi Hoi He Mere Aansuoon Main ik Tasveer
“Faraz” Daikh Raha Hai Wo Muskuraa Ke Mujhe
- - - ->
Lod sheding ney muje namaazi banaa dia
"FARAZ",
.
.
.
.
.
Mobile kee bettri Ab Masjid mein hi
charge krtaa hun..’